Roman script

pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

jine ka bahana hai, sapna suhana hai

jine ka bahana hai, sapna suhana hai

pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

hum pe dil kisliye aa gaya

chulbulapan tera bha gaya

hum pe dil kisliye aa gaya

chulbulapan tera bha gaya

tu hi wo khazana hai

dil jiska diwana hai

jine ka bahana hai, sapna suhana hai

pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

chahiye aur kya yaar se

rakhna bas tu mujhe pyar se

chahiye aur kya yaar se

rakhna bas tu mujhe pyar se

tere ghar hi jana hai

jake phir na aana hai

jine ka bahana hai, sapna suhana hai

pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

jine ka bahana hai, sapna suhana hai

jine ka bahana hai, sapna suhana hai

pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

pyar ki dunia tu, dil ki tamanna tu

Explore this song