Roman script

dunia banane wale sunle meri kahani

roye meri mohabbat tadpe tadpe meri jawani

pyar ki aag me tan badan jal gaya

pyar ki aag me tan badan jal gaya

jane fir kyu jalati hai dunia mujhe

jane fir kyu jalati hai dunia mujhe

pyar ki aag me tan badan jal gaya

main to rota firu badlo ki tarah

thandi aahe bharu paglo ki tarah

main to rota firu badlo ki tarah

are main to rota firu

main to rota firu badlo ki tarah

thandi aahe bharu paglo ki tarah

jane fir kyu, fir kyu 

jane fir kyu jalati hai dunia mujhe

pyar ki aag me tan badan jal gaya

pyar ki aag me tan badan jal gaya

bat jab main karu muh se nikle dhua

jal gaya jal gaya mere dil ka jaha

bat jab main karu muh se nikle dhua

bat jab main karu muh se nikle dhua

jal gaya jal gaya mere dil ka jaha

jane fir kyu, fir kyu 

satati hai dunia mujhe

pyar ki aag me tan badan jal gaya

pyar ki aag me tan badan jal gaya

ishk mujhko nachata raha hai sada

kya kya sapne dikhata raha hai sada

ishk mujhko nachata raha hai sada

ishk mujhko nachata raha hai sada

kya kya sapne dikhata raha hai sada

jane fir kyu, fir kyu nachati hai dunia mujhe

pyar ki aag me tan badan jal gaya

pyar ki aag me tan badan jal gaya

tan badan jal gaya, tan badan jal gaya

Explore this song