Roman script

pyar ke kagaz pe, dil ki kalam se 

pyar ke kagaz pe, dil ki kalam se 

pehli baar salam likha, pehli baar salam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha 

pyar ke kagaz pe, dil ki kalam se 

pyar ke kagaz pe, dil ki kalam se 

pehli baar salam likha, pehli baar salam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha 

yaado me din katati thi, aur na gujarti thi raate 

kaise bhala main batau, tujhko judai ki baate 

rang layi bekrari, aisi chhayi thi khumari 

maine subah ko sham likhha, maine subah ko sham likhha 

maine khat mehbub, ke naam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha 

tere gulabi labo se, shabnam ke daane churau 

tere gulabi labo se, shabnam ke daane churau 

jo baat khatme likhi na, aaja tujhe main batau 

yu hi aahe bharte bharte, tauba maine darte darte 

ulfat ka payam likha, ulfat ka payam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha  

achchha nahi yu tadapna, aise mitegi na duri 

achchha nahi yu tadapna, aise mitegi na duri 

shehnayi jis din bajegi, har aarju hogi puri 

pyas apni kab bujhegi, jane doli kab sajegi 

rab ne kya anjam likha, rab ne kya anjam likha

maine khat mehbub, ke naam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha  

pyar ke kagaz pe, dil ki kalam se

pyar ke kagaz pe, dil ki kalam se

pehli baar salam likha, pehli baar salam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha  

maine khat mehbub, ke naam likha 

maine khat mehbub, ke naam likha

Explore this song