Roman script
pyar karte hain ham, tumko itna sanam pyar karte hain ham, tumko itna sanam dhadakano me chhupaya hain, hamne tumhe dur hoke bhi ham, nahi bichhade sanam dur hoke bhi ham, nahi bichhade sanam aise apna banaya hain, hamne sanam pyar karte hain ham, tumko itna sanam aashiqo ko alag kar sakti nahi koi divaar bhi jamane me fir mohabbat ke phulo ko mahkayenge chahat ke haseen aashiyane me apni takdir ki in lakiro me bhi pyar se hi sajaya hain hamne tumhe dur hoke bhi ham, nahi bichhade sanam aise apna banaya hain, hamne sanam pyar karte hain ham, tumko itna sanam dil ko hain yakin, ek din pyar ye rang leke hi aayega tum dekhna do bichhade huye dil mil jayenge koi rok na payega tum dekhna har ghadi ae sanam, dil me rahte ho tum jaan apni banaya hain hamne tumhe pyar karte hain ham, tumko itna sanam dhadakano me chhupaya hain, hamne tumhe dur hoke bhi ham, nahi bichhade sanam dur hoke bhi ham, nahi bichhade sanam aise apna banaya hain, hamne sanam pyar karte hain ham, tumko itna sanam
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Abhijeet
- Film / album: Laqshya (1994)
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Rani Malik
- Actor: Ronit Roy
- Actor: Priyanka
- Actor: Sangita Ghosh
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Sujit Kumar
- Actor: Tinnu Anand
- Actor: Dilip Tahil
- Actor: Pramod Moutho
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Anjana Mumtaz
singer: Alka Yagnik, Abhijeet
