Roman script

ab ye kahe ki laz janeman humko aaj

ab ye kahe ki laz janeman humko aaj

pyar karne ka license mil gaya

pyar karne ka license mil gaya

pyar karne ka license mil gaya

pyar karne ka license mil gaya

dunia hai lakhpati hum hai patni pati

dunia hai lakhpati hum hai patni pati

aaj apna bhi chakkar chal lgaya

aaj apna bhi chakkar chal lgaya

pyar karne ka license mil gaya

pyar karne ka license mil gaya

tauba tauba najar jo jhuka de jara

aise wese hai tere irade jara

kuch bhi bolo to kehti thi shadi ke baad

apne wado ko ab tu nibhade jara

aankhe aanhko me dal sare arman nikal

shadi hote hi parda khul gaya

pyar karne ka licence mil gaya

shadi hote hi parda khul gaya

pyar karne ka licence mil gaya

tujhko apna bnake jmana hua

haste gate rhe kuch nya na hua

tune maga jo dil mene dedi hai jan

meri jaan btade ki kya na hua

etne barso ke bad ab ye aya hai yaar

baap banne ka mauka mil gya 

pyar karne ka licence mil gaya

baap bane ka moka mil gya

pyar karne ka licence mil gaya

pyari pyari ye choti si gudiya mili

hamko beti bhi kismat se badiya mili

aate jate patak ke jo lag jaye hath

aisa lagta hai aafat ki pudiya mili

bap ki aanhko me dhul meri muni hai phul

mere angan me gulshan khil gaya

pyar karne ka license mil gaya

mere angan me gulshan khil gaya

pyar karne ka license mil gaya

ab ye kahe ki laz janeman humko aaj

ab ye kahe ki laz janeman humko aaj

pyar karne ka license mil gaya

pyar karne ka license mil gaya

pyar karne ka license mil gaya

pyar karne ka license mil gaya

Explore this song