Roman script

ho pyar kar lo, jawani hain char din ki 
pyar kar lo, jawani hain char din ki 
chalo ithla ke balkhake 
kadam pichhe hain dil aage 
chalo ithla ke balkhake 
kadam pichhe hain dil aage 
cham cham chamke chanda ke jaisa 
ang ang mora ho 
oye ho pyar kar lo, jawani hain char din ki 
pyar kar lo, jawani hain char din ki 
samay ye fir na aayega, jo khoyega pachhtayega 
ho dekho sun lo parkho, samjho meri baat re 

oye hoy pyar kar lo, jawani hain char din ki 
pyar kar lo, jawani hain char din ki 
mujhe lipta ke baho se, karo baate bagaho se 
ho mora jiya dole, bole yahi baat re 

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Poojari, Nashtar Hinganghaati