Roman script

pyar kabhi na todenge, sath kabhi na chhod enge

kaun hame rokega bolo, kaun hame jitega bolo

gori tumne jab se dil jita

pyar kabhi na todenge, sath kabhi na chhod enge

kaun hame rokega bolo, kaun hame jitega bolo

gori tumne jab se dil jita

payaliya ki chham-chham se, chudiyo ki khan-khan se

man bhi tan bhi sab kuchh hai jita

pyar mile na chori se bholi bhali gori se

jo dil me bas jayega, jo mujhko bha jayega

wahi chura le jayega dil ko

sone ki juti paavo me pahna du

hiro ka kangan teri baaho me pahna du

moti luta du muskan ke pichhe mai

palke bichha du tere kadmo ke niche mai

hire moti ka kya karna hai re

daulat ke pichhe mai na jaau re

dil bhi bichha du rani ek baar tu jo bole

jaan bhi luta du rani ek baar tu jo bole

pyar kabhi na todenge, sath kabhi na chhod enge

gori tumne jab se dil jita

payaliya ki chham-chham se, chudiyo ki khan-khan se

man bhi tan bhi sab kuchh hai jita

kaisi phans gayi mushkil me do hai majnu ek hu mai

ek myaan me do talwaar kaise kar lu shamil mai

jo hai meri sanso me dil usko hi dungi mai

rahta hu teri aankho me, mai bhi hu teri sanso me

sun mere hamdam mere dil ki sargam 

kuchh samjho bhi tum

ab socho samjho tum divano, dil ki baate dil se jaano

dil ki ye baate saari tum hi sikhana ham ko

raahe mohabbat ki bhi tum hi dikhana ham ko

pyar kabhi na todenge, sath kabhi na chhod enge

gori tumne jab se dil jita

payaliya ki chham-chham se, chudiyo ki khan-khan se

man bhi tan bhi sab kuchh hai jita

dil bhi bichha du rani ek baar tu jo bole

jaan bhi luta du rani ek baar tu jo bole

pyar mile na chori se bholi bhali gori se

jo dil me bas jayega, jo mujhko bha jayega

wahi chura le jayega dil ko

pyar kabhi na todenge, sath kabhi na chhod enge

payaliya ki chham-chham karke

gori tumne jab se dil jita

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song