Roman script

pyar kabhi kam nahi karna koi sitam kar lena

mar jayenge aashik warna itna karam kar lena

meri subah or meri sham aati hai lekar aapka nam 

aapke hi kadmo me sanam gujregi meri umar tamam

hamko juda mat karna chahe sar ko kalam kar dena

pyar kabhi kam nahi karna koi sitam kar lena

maine apni khusiya tamam kar di aaj se aapke nam

pyar ka jab agaz kiya kyu soche inka anzam

inka anzam inka anzam 

dil me hamare teero ki barkha jitna ho dam kar lena

pyar kabhi kam nahi karna koi sitam kar lena

mar jayenge aashik warna itna karam kar lena

pyar kabhi kam nahi karna koi sitam kar lena

Explore this song