Roman script

pyar ka zamana hai ye sama suhana hai

jhum le ye khushi ka tarana hai

pyar ka zamana hai ye sama suhana hai

jhum le ye khushi ka tarana hai

pyar ka zamana hai 

raat suhani ye mausam bahar ka

chhed de ye premi nagmaat hai pyaar ka

raat suhani ye mausam bahar ka

chhed de ye premi nagmaat hai pyaar ka

jame mohabbat labo se laga le

aaj har dil tera diwana hai

pyar ka zamana hai ye sama suhana hai

jhum le ye khushi ka tarana hai

pyar ka zamana hai ye sama suhana hai

jhum le ye khushi ka tarana hai

pyar ka zamana hai 

aaj har shay pe chhayi jawani

sari duniya hai humse begani

aaj har shay pe chhayi jawani

sari duniya hai humse begani

meri najar se najar to mila le

pass mere khushiyo ka khazana hai

pyar ka zamana hai ye sama suhana hai

jhum le ye khushi ka tarana hai

pyar ka zamana hai ye sama suhana hai

jhum le ye khushi ka tarana hai

pyar ka zamana hai

Explore this song