Roman script

pyar ka tere pyar ka hasin joban more yar ka 

are pyasa hai gulsan bahar ka

pyar ka tere pyar ka hasin joban more yar ka 

are pyasa hai gulsan bahar ka

meri ja machal ke gulbadan ban ja

mohabat ko badan tarse baho me aaja

jawani ki mahakti phulwari ban ja

palko ki palki me dulhan ban ja

fir baje sahnai gori dekho sharmai

fir baje sahnai gori dekho sharmai

meri jan bal khayi rang leke aayi

pyar ka tere pyar ka hasin joban more yar ka 

are pyasa hai gulsan bahar ka

matwala banake matwali ban ja

milake do badan mohabbat ban ja

tu mujhse shadi karke gharwali banja

nashili adao se aankho me shama ja

masuk bal khaye balma muskaye

masuk bal khaye balma muskaye

najro ke teero se dil ghayal kar ja

pyar ka tere pyar ka hasin joban more yar ka 

are pyasa hai gulsan bahar ka

pyar ka tere pyar ka hasin joban more yar ka 

are pyasa hai gulsan bahar ka

Explore this song