Roman script

main hu pyaar ka musafir

dil khush hai aaj mera

jahan aa mile mohabbat

wahin mera basera

mujhko mile safar mein

kuch dhoop, kuch savera

ye aarzu hai paau

kuch chhanv, kuch savera

manzile meri, door hain kahin

lagta nahin dil mera yaha

mujhe jaane do waha

jahan hota ho savera

khile gul, mile dil tera

na ho gham, na dar kisi ka

aur saathi hoga mera

aisi hi khushi, mile har kahin

sambhale kadam mere yaha

mujhe jaane do waha

mujhko to ye yaki hai

manzil meri kareeb hai

jo dhudhe mera dil

aas paas yahin kahin hai

chahate meri puri ho gayi

mil gaya mujhe wo aashiya

mujhe jaane do waha

Explore this song