Roman script

pyar ka jo suroor tha, uda diya dhuon mein

jo chaaha tha, na mil saka

ik shola ghume haatho mein

sabhi jhum le, jhum le hum kahin

nadan mile, bahut se mile

kuch kar chale nadaaniya

bhula diya, mita diya, jab laga liya hontho se

hum sabhi jhum le, jhum le hum kahin

sabhi jhum le, jhum le hum kahin

andhero mein deeya to mila

par jala gaya aag mein

khabar bhi thi, pata bhi tha

kyun gawa diya, hosh mein

kya mila jhum ke, jab gire, girte gaye

bujha do ab na jal saka, ik raakh si ban gaya

khabar bhi thi, pata bhi tha

sab gawa diya, hosh mein

kya mila jhum ke, jab gire, girte gaye

Explore this song