Roman script

pyaar jivna bhar ka bandhan hain 

pyaar jivna bhar ka bandhan hain 

jivan bhar ise nibhana hai

kabhi aankh me aansu ubhare to 

kabhi aankh me aansu ubhare to 

palkon me use chhupana hain 

pyaar jivna bhar ka bandhan hain, bandhan hain 

is pyaar vafa ke rishte se 

jab farj kabhi takrayega 

jab vachan ki aan pukaregi 

rakhvala ruk nahi payega 

us kurbaani ke waqt hame 

us kurbaani ke waqt hame 

himmat se kadam uthana hain 

kabhi aankh me aansu ubhare to 

palkon me use chhupana hain 

pyaar jivna bhar ka bandhan hain, bandhan hain 

jab chahat ki khamosh juba 

kuchh kisi se kah nahi payegi 

duri ka dard satayega 

tanhaai dil tadpayegi 

us vaqt purani yaado ki 

us vaqt purani yaado ki 

tasvir ko gale lagana hain 

kabhi aankh me aansu ubhare to 

kabhi aankh me aansu ubhare to 

palkon me use chhupana hain 

pyaar jivna bhar ka bandhan hain

jivan bhar ise nibhana hai

pyaar jivna bhar ka bandhan hain

bandhan hain bandhan hain ho bandhan hain

Explore this song