Roman script

pyar jab na diya, zindagi ne kabhi 

phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi

pyar jab na diya, zindagi ne kabhi 

phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi

zurm ki hai saja, ye to jane sabhi

zurm ki hai saja, ye to jane sabhi

koi mujrim kyu bana, ye nahi mane kabhi

sath jab na diya, jindagi ne kabhi

phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi

dag lagta rahe, fir bhi jina pade

dag lagta rahe, fir bhi jina pade

jillato ruswaiyo ka, jahar bhi pina pade

raham jab na kiya, jindagi ne kabhi

phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi

wo to kahta raha, jindagi ke liye

wo to kahta raha, jindagi ke liye

ek mohabbat ke siwa, kuch na mujhko chaiye

pyar jab na diya, zindagi ne kabhi 

phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi

pyar jab na diya, zindagi ne kabhi 

phir sitamgar kon hua, admi ya jindagi

Explore this song