Roman script

pyaar, ishk aur mohabbat 

pyaar, ishk aur mohabbat 

jo bhi inaka naam le, pehle dil ko thaam le

naam lene se hi kayaamat ho jaati hai

pyaar, ishk aur mohabbat 

pyaar, ishk aur mohabbat 

jo bhi inaka naam le, pehle dil ko thaam le

naam lene se hi kayaamat ho jaati hai

pyaar, ishk aur mohabbat 

pyaar, ishk aur mohabbat 

hamko bhi rog yeh lag jaaye agar

aisa ho toh ho kya,aisa kyun ho magar

jisane bhi ye dil diya, jisne bhi yeh gam liya

kuchh naa puchho usaki baate, lambi lambi kaali raate

usaki aankhon se nind rukhsat ho jaati hai

pyaar, ishk aur mohabbat 

pyaar, ishk aur mohabbat 

iss jaga ham mile phul dil me khile

kya khabar, kya pata ham me tum me ho kya

baato baato me kabhi, aankho aakho me kabhi

chaar din ki dosti me, ek jara si dillagi me

bas kisi ek din sharaarat ho jaati hai

pyaar, ishk aur mohabbat

pyaar, ishk aur mohabbat

jo bhi inaka naam le, pehle dil ko thaam le

naam lene se hi kayaamat ho jaati hai

pyaar, ishk aur mohabbat

pyaar, ishk aur mohabbat

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song