Roman script

pyar hi wo jadu jiske dam par ghume dharti 

pyar hi wo jadu jiske dam par ghume dharti 

pyar hi wo jadu jiske dam par ghume dharti 

pyar hi wo dhadkan jo tum hum mein jivan bharti 

dil mein hain pyar jo baant dena 

badle mein kuch nahi iske lena 

pyar ki ye lahar jo chahe ghum kar phir wapas aaye 

bas yahi hain wo daulat jo na khoye kahi 

pyar ki ye lahar jo chahe ghum kar phir wapas aaye 

bas yahi hain wo daulat jo na khoye kahi 

pyar hain aisi takat jisse ki nafrat bhi darti 

pyar hi hain wo ahsaas jisse ye duniya hain nikharti 

sirf apne liye kya hain jeena soche sabka bhala

hum sabhi na pyar mein jannat ka najara

pyar ne duniya ko sanwara

bas yahi hain wo daulat jo na khoye kahi 

hum sabhi na pyar mein jannat ka najara

pyar ne duniya ko sanwara

bas yahi hain wo daulat jo na khoye kahi

Explore this song