Roman script
dhin tak dhin ta dhin tak dhin ta dhin tak dhin ta dhin tak dhin ta pyar bhara git koi dekho piya tumko gana hi hoga hey hey samjha karo mushkil meri chahu na chahu mujhko jana hi hoga piya mere tan man mere pyar ke bandhan do pal tumhe rokate hain koi jata ho to pichhe se usko aise nahi tokate hain sautan meri kya hai koi jaldi hai kyun samjhana hi hoga jana pade jo jana pade jo mujhko kahi to aise naa rutha karo naa sar ko jhatako, naa pair patko na thandi aahe bharo han jao tumhe kya jaise rahu mai sunte nahi ho jo bhi kahu mai jane ka gam hai mujhko bhi is gham ko lekin bahlana hi hoga piya mere tan man mere pyar ke bandhan do pal tumhe rokate hain koi jata ho toh piche se usako aise nahi tokte hain pyar bhara git koi dekho piya tumko gana hi hoga khilte rahenge khilte rahenge phul dilon ke jab tak hai yeh gulsitan jalne laga jo apna chaman to jaynge hm tm kahan ho lekin mera jo dil jal raha hai kyun nahi tumko uska pata hai jo aag hai dil me lagi kuch din to uspe kabu pana hi hoga piya mere tan man mere pyar ke bandhan do pal tumhe rokate hain koi jata ho toh pichhe se usko aise nahi tokte hain pyar bhara git koi dekho piya tumko gana hi hoga aayenge phir se aayenge phir se din yeh milan ke phir aayega yeh shama chhayenge badal hm premi pagal yu hi milenge yaha wada kiya hai dekho na bhuli aake jhulana savan ke jhule bat aisi hai tumne kahi savan me to mujhko aana hi hoga piya mere tan man mere pyar ke bandhan do pal tumhe rokate hain koi jata ho toh pichhe se usako aise nahi tokate hain pyar bhara git koi dekho piya tumko gana hi hoga
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Loc (2003)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Karan Nath
- Actor: Akshaye Khanna
- Actor: Manoj Bajpai
- Actor: Ashutosh Rana
- Actor: Nagarjuna
- Actor: Amar Upadhyay
- Actor: Sanjay Kapoor
- Actor: Rohit Roy
- Actor: Saif Ali Khan
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Abhishek Bachchan
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Armaan Kohli
- Actor: Rani Mukherjee
- Actor: Maya Alagh
- Actor: Akanksha Malhotra
- Actor: Preeti Jhangiani
- Actor: Mahima Choudhary
- Actor: Divya Dutta
- Actor: Priya Gill
- Actor: Raveena Tandon
- Actor: Kareena Kapoor
- Actor: Namrata Shirodkar
- Actor: Esha Deol
- Actor: Eesha Koppikhar
- Actor: Deepraj Rana
- Actor: Sudesh Berry
- Actor: Mukesh Tiwari
- Actor: Puru Raaj Kumar
- Actor: Raj Babbar
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Avtar Gill
Song video
singer: Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
actor: Kareena Kapoor, Saif Ali Khan, Abhishek Bachchan, Rani Mukherjee, Ajay Devgn