Roman script

pyar aur shadi pyar aur shadi duniya ne ye rit bana di 

dono bina kuch maza nahi jaise gadi bin ghoda aur ghoda bin gadi 

pyar aur shadi pyar aur shadi duniya ne ye rit bana di 

dono bina kuch maza nahi jaise gadi bin ghoda aur ghoda bin gadi 

zindagi kate na akele sathi koi chahiye 

zindagi kate na akele sathi koi chahiye

jaise diya jale na akele bati koi chahiye bati koi chahiye

pyar aur shadi pyar aur shadi duniya ne ye rit bana di 

dono bina kuch maza nahi

jaise gadi bin ghoda aur ghoda bin gadi 

shadi ke chakar me fasne ki mujhko kyu ye dua de rahe ho 

daddy shadi ke chakar me fasne ki mujhko kyu ye dua de rahe ho 

maine to koi khata hi nahi ki phir kyu saza de rahe ho

phir kyu saza de rahe ho pyar aur shadi hai barbadi

duniya ne kya rit bana di dekh lo mere daddy abhi to mai anadi 

na mucch hai na dhadi pyar aur shadi hai barbadi

duniya ne kya rit bana di dono bina kuch maza nahi

jaise gadi bin ghoda aur ghoda bin gadi 

dekh lo mere daddy abhi to mai anadi 

na muchh hai na dhadi

gadi bin ghoda abhi to mai anadi 

hey ghoda bin gadi na muchh hai na dhadi

gadi bin muchh hai ke ghoda bin dhadi hai 

gadi hai dhadi hai ghoda hai muchh hai 

gadi muchhe ghoda dhadi 

dhadi dhadi dhadi

Explore this song