Roman script

sikayat hai na kuch tumse gila hai

bichadna to mukadar me likha hai

batau kya jara si jid ki khatir

mai uss se aur wo mujh se juda hai

pyar aur mohabbat ka 

itna hi fasana hai

pyar aur mohabbat ka 

itna hi fasana hai

pyar aur mohabbat ka 

pyar aur mohabbat ka

itna hi fasana hai

ek taraf hai tanhai tanhai

ek taraf hai tanhai 

ek taraf zamana hai

pyar aur mohabbat ka 

itna hi fasana hai

umar bar mujhe yuhi 

ghum ka bojh uthana hai

umar bar mujhe yuhi 

ghum ka bojh uthana hai

umar bar mujhe yuhi 

umar bar mujhe yuhi 

ghum ka bojh uthana hai

dil pe jakham khana hai

khana hai

dil pe jakham khana hai

aur muskurana hai

pyar aur mohabbat ka 

itna hi fasana hai

apne hotho ki ek hasi rakh do

mere kamre me roshni rakh do

mujhko majburiya ne ghera hai

tum mera naam matlabi rakh do

dekh ker in aankho ko 

mast ho gaye hum bhi

dekh ker in aankho ko 

mast ho gaye hum bhi

dekh ker in aankho ko

dekh ker in aankho ko

mast ho gaye hum bhi

ye tumhari aankhe hai, aankhe hai

ye tumhari aankhe hai

ya sharab khana hai

pyar aur mohabbat ka 

itna hi fasana hai

wo hai dil mai dhadkan hu

wo ghata mai sawan hu

wo hai dil mai dhadkan hu

wo ghata mai sawan hu

wo hai dil mai dhadkan hu

wo hai dil mai dhadkan hu

wo ghata mai sawan hu

mai hu uske dil ki shayari, shayari

mai hu uske dil ki shayari

wo mera afsana hai

pyar aur mohabbat ka 

itna hi fasana hai

mohabbat jab sakune zindagi

barbaad karti hai to

lab khamosh rahte hai

najar fariyad karti hai

jigar raahe wafa me naksh

aise chhod aaye hai

ki duniya dekhti hai aur

humko yaad karti hai

haye iss mohabbat ka 

raaz koi kya jaane

haye iss mohabbat ka 

raaz koi kya jaane

haye iss mohabbat ka 

haye iss mohabbat ka 

raaz koi kya jaane

jisne gham uthaye hai, uthaye hai

jisne gham uthaye hai

usne raaj jana hai

pyar aur mohabbat ka 

itna hi fasana hai

pyar aur mohabbat ka 

pyar aur mohabbat ka 

itna hi fasana hai

ek taraf hai tanhai tanhai

ek taraf hai tanhai 

ek taraf zamana hai

pyar aur mohabbat ka 

itna hi fasana hai

Explore this song