Roman script

pyar aisa pyar aisa pyar aisa hamara tumhara 

jaise ganga aur jamuna ki dhara ho  

jaise ganga aur jamuna ki dhara ho 

pyar aisa pyar aisa hamara tumhara 

jaise ganga aur jamuna ki dhara ho  

jaise ganga aur jamuna ki dhara 

nain mere tere darshan dewane are mai hu teri bawaria 

tujko meri pyari gujaria lag jae meri umariya 

ho lag jae meri umaria mai hu teri 

mai hu teri tu hai mera sahara ho 

jaise ganga aur jamuna ki dhara ho  

jaise ganga aur jamuna ki dhara 

teri hasi par waru mai tan man teri khushi par ye jeevan 

tere liye saari duniya ko chodu todu na behno ka bandhan 

pyar dekhe pyar dekhe zamana hamara ho 

jaise ganga aur jamuna ki dhara ho  

jaise ganga aur jamuna ki dhara 

pyar aisa pyar aisa hamara tumhara 

jaise ganga aur jamuna ki dhara ho  

jaise ganga aur jamuna ki dhara 

armaan bankar oh meri gudiya dil me sada yu hi rahna 

tu saaz hai mai aawaz teri tu jaan mai tan hun behna 

tu jaan mai tan hun behna kitna sundar 

kitna sundar hai nata hamara 

ho jaise ganga aur jamuna ki dhara ho  

jaise ganga aur jamuna ki dhara 

pyar aisa pyar aisa hamara tumhara 

jaise ganga aur jamuna ki dhara ho  

jaise ganga aur jamuna ki dhara

Explore this song