Roman script

pyar agar hain koi bhul, khata hain mujhko ye kubul 

pyar agar hain koi bhul, khata hain mujhko ye kubul 

baar baar ho ye kushur, saja-e-maut bhi hain manjur 

baar baar ho ye kushur, saja-e-maut bhi hain manjur 

pyar agar hain koi bhul, khata hain mujhko ye kubul 

chaand me chahe daag ho jitane 

chakor kahata usko apne 

chaand me chahe daag ho jitane 

chakor kahata usko apne 

ghatata ho bhala chanda kuchh din 

chaandani fir bhi hain manbhawan 

ghatata ho bhala chanda kuchh din 

chaandani fir bhi hain manbhawan 

chaandani fir bhi hain manbhawan

pyar agar hain koi bhul, khata hain mujhko ye kubul 

pyar agar hain koi bhul, khata hain mujhko ye kubul  

mujhko kyun tanhai dansegi, apni ulfat rang layegi 

mujhko kyun tanhai dansegi, apni ulfat rang layegi 

do dil pyar ke mil ke rahenge 

jeet pyar ki ho ke rahegi 

do dil pyar ke mil ke rahenge 

jeet pyar ki ho ke rahegi 

jeet pyar ki ho ke rahegi 

ha maine pyar kiya, na koi gunah kiya 

ha maine pyar kiya, na koi gunah kiya 

ha maine pyar kiya, na koi gunah kiya 

ha maine pyar kiya, na koi gunah kiya

Explore this song