Roman script

pyar tujhe aisa karungi sanam 

pyar tujhe aisa karungi sanam 

kisi ne na ab tak kiya hoga 

jaam zindagi ka pilaungi vo 

jaam zindagi ka pilaungi vo 

kisi ne na ab tak piya hoga 

pyar tujhe aisa karungi sanam 

sabko aati nahi hai ye pyar ki kala 

pyar ki ye kala dikhaungi tujhe

sabko aati nahi hai ye pyar ki kala 

pyar ki ye kala dikhaungi tujhe

jeet lena dilo ko hai mushkil magar 

jeet lena dilo ka bataungi tujhe  

jiska milna mushkil aisa dungi mai dil 

tune na maine kisi ne na kisi ko diya hoga 

pyar tujhe aisa karungi sanam 

pyar tujhe aisa karungi sanam 

kisi ne na ab tak kiya hoga 

pyar tujhe aisa karungi sanam 

na mai itna milungi ke bhar jae dil 

na bichdungi itna ki mar jae dil 

ho aise milan aag baki rahe 

kuch aise milan pyaas baki rahe 

aisa nazrana hum denge tujko sanam 

na tune na maine kisi ne na kisi ko diya hoga 

pyar tujhe aisa karungi sanam 

pyar tujhe aisa karungi sanam 

kisi ne na ab tak kiya hoga 

jaam zindagi ka pilaungi vo 

jaam zindagi ka pilaungi vo 

kisi ne na ab tak piya hoga 

pyar tujhe aisa karungi sanam

Explore this song