Roman script

na shahar me hua na hi ghar me hua

pyaar to bas hua ik nazar me hua

ye to aaye nazar dil ke paar

pyaar to hota hai pyaar, pyaar to hota hai pyaar

har saans me ab teri baat hai, meri zindagi ab mere sath hai

tu ban gayi hai zarurat meri, tere liye hai mohabbat meri

maine suna isko tune suna, ye ishq hai dhadkano ki sada

dil pe chhaaya hai iska khumaar

pyaar to hota hai pyaar, pyaar to hota hai pyaar

pyaar to hota hai pyaar, pyaar to hota hai pyaar

sun mere yaara yaara yaa raa

sun mere yaara yaara yaa raa

aisa kabhi pehle hota na tha, mera chain to aise khota na tha

kaise huyi aisi haalat meri, paagal banaati hai chaahat teri

tujhko khabar na mujhe tha pata, is dard ki na koi hai dava

ham to rahne lage beqraar

pyaar to hota hai pyaar, pyaar to hota hai pyaar

pyaar to hota hai pyaar, pyaar to hota hai pyaar

na shahar me hua na hi ghar me hua

pyaar to bas hua ik nazar me hua

ye to aaye nazar dil ke paar

pyaar to hota hai pyaar, pyaar to hota hai pyaar

pyaar to hota hai pyaar, pyaar to hota hai pyaar

Explore this song