Roman script

nind kise aati hain, aankh kaha soti hain 

mahiya ha aha haan 

nind kise aati hain, aankh kaha soti hain

ishq ye jab hota hain, jaan pe bani hoti hain 

har pal bechaini me gujre chain sukun sab khota hain 

pyaar me aisa hota hain ho pyaar me aisa hota hain 

la la la la la la la 

maahiya ha aha ha maahiya ha maahiya 

raat sadiyo si lage, subah hoti hi nahi 

bas kate ye karvaton me, aankh soti hi nahi 

raat sadiyon si lage, subah hoti hi nahi 

bas kare ye karvaton me, aankh soti hi nahi 

ishq me raat aur din ki, fikr kaha hoti hain 

din ho ya chahe raat ho 

ishq me ek sa samma bas hota hain 

pyaar me aisa hota hain 

ho pyaar me aisa hota hain 

maahiya ha aha ha maahiya ha maahiya 

hosh kuchh rahta nahi, chhai madhoshi rare 

khoya khoya man ho gumsum, love pe khamoshi rahe 

ishq me hardam dil ki, aankh jubaa hoti hain 

lve jo kisi se kah naa paye 

aankho se bayaan wo hota hain 

pyaar me aisa hota hain 

ho pyaar me aisa hota hain 

nind kise aati hain, aankh kaha soti hain

ishq ye jab hota hain, jaan pe bani hoti hain 

har pal bechaini me gujre chain sukun sab khota hain 

pyaar me aisa hota hain ho pyaar me aisa hota hain 

ha pyaar me aisa hota hain ho pyaar me aisa hota hain 

ha pyaar me aisa hota hain la la la la la la la

Explore this song