Roman script

pyar ki shama ko takdir bujhati kyu hai
pyar ki shama ko takdir bujhati kyu hai
is barbad e mohabbat ko rulati kyu hai
is barbad e mohabbat ko rulati kyu hai
meri ujadi hui duniya ko basaya kyu tha
meri ujadi hui duniya ko basaya kyu tha
pyar ka dard mere dil me jagaya kyu tha
pyar ka dard mere dil me jagaya kyu tha
jo na pure ho wahi khwab dikhati kyu hai
jo na pure ho wahi khwab dikhati kyu hai
pyar ki shama ko takdir bujhati kyu hai
jinhe ek roz bichadna hai
wo milte kyu hai
jinhe ek roz bichadna hai
wo milte kyu hai
khilke murjhana hai phulo ko
to khilte kyu hai
khilke murjhana hai phulo ko
to khilte kyu hai
umar bhar rone ko 
ek roz hasati kyu hai
umar bhar rone ko 
ek roz hasati kyu hai
pyar ki shama ko takdir bujhati kyu hai
is barbad e mohabbat ko rulati kyu hai

Song details

Song video

Watch on YouTube