Roman script

pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar

pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar

yaar tum bhi kamal karte ho

pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar

yaar tum bhi kamal karte ho

pyaar karte ho yaar

tu jo palat ke aankh milaye

meri jawani khil khil jaye

is dil pe hai raaz tumhara

aaj jo mango wo mil jaye

rat baki hai hum sa sathi hai tauba

tauba kaise sawal karte ho

pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar

yaar tum bhi kamal karte ho pyaar karte ho yaar

jaagi jaagi soyi soyi aaj firu mai khoi khoi

yu to mohabbat sab karte hai

pyaar ko samjhe koi koi

halka halka sa dard hota hai haye

haye kya dil ka hal karte ho

pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar

yaar tum bhi kamal karte ho

pyaar karte ho yaar karke darte ho yaar

yaar tum bhi kamal karte ho

pyaar karte ho yaar

Explore this song