Roman script

pyaar ka wada kaise nibhayein ho pyaar ka wada kaise nibhayein

yaad kare ye sara zamana sari khudayi jhum uthegi

apni wafa ka sun ke tarana

pyaar ka wada aise nibhayein ho pyaar ka wada aise nibhayein

ishq sarafa taj mahal hai husn mukkamal ek gazal hai 

door talak hain unke saaye aansu pikar pyaas bhujana

pyaar ka wada kaise nibhayein ho pyaar ka wada kaise nibhayein

yaad kare ye sara zamana sari khudayi jhum uthegi

apni wafa ka sun ke tarana

pyaar ka wada kaise nibhayein ho pyaar ka wada kaise nibhayein

meri aankhein teri surat dono me hain kitni chahat

pyaar ka koi mol nahi hai pyaar to hai anmol khazana

pyaar ka wada aise nibhayein ho pyaar ka wada aise nibhayein

yaad kare ye sara zamana sari khudayi jhum uthegi

apni wafa ka sun ke tarana

pyaar ka wada aise nibhayein ho pyaar ka wada aise nibhayein

hatho me ye hath rahega hardam tera sath rahega

dekho wafa par aanch naa aaye pyaar ki khatir khud ko mitana

pyaar ka wada aise nibhayein ho pyaar ka wada aise nibhayein

yaad kare ye sara zamana sari khudayi jhum uthegi

apni wafa ka sun ke tarana

pyaar ka wada kaise nibhayein ho pyaar ka wada kaise nibhayein

Explore this song