Roman script

purani jeans aur guitar mohalle ki wo chhat aur mere yaar 

wo raato ko jaagna subha ghar jaana kood ke deewar 

wo cigarette pina gali me jaake 

wo karna daanto ko ghadi ghadi saaf 

pahunchna college hamesha late 

wo kahna sir ka getout from the class 

wo bahar jaake hamesha kahna 

yaha ka system hi hai kharaab 

wo jaake canteen me table bajake 

wo gaane gaana yaaro ke sath 

bas yaade yaade yaade rah jaati hain 

kuch chhoti chhoti baatein rah jaati hain 

bas yaade yaade yaade rah jaati hain 

kuch chhoti chhoti baatein rah jaati hain bas yaade

wo papa ka daantna wo kahna mummy ka chhodo ji aap 

tumhe to bas nazar aata hai 

jahan me beta mera hi kharaab

wo dil me sochna kar ke kuch dikha de 

wo karna planning roz nayi yaar  

ladkpan ka wo pahla pyar 

wo likhna haatho me a + r 

wo khidki se jhankna 

wo likhna letter unhe baar baar 

wo dena tohfe me sone ki baaliya

wo lena dosto se paise udhaar 

bas yaade yaade yaade rah jaati hain 

kuch chhoti chhoti baatein rah jaati hain 

bas yaade yaade yaade rah jaati hain 

kuch chhoti chhoti baatein rah jaati hain bas yaaden

aisa yaado ka mousam chala bhulta hi nahi dil mera 

purani jeans aur guitar mohalle ki wo chhat aur mere yaar 

wo raato ko jaagna subha ghar jaana kood ke deewar 

purani jeans

Explore this song