Roman script

purana tera khunta oye dhakka laga chuta

chalayega kya gadi chalayega kya gadi

utar apni dhoti utar apni dhoti or bandh meri sadi

purana tera khunta oye dhakka laga chuta

chalayega kya gadi chalayega kya gadi

utar apni dhoti or bandh meri sadi

utar apni dhoti or bandh meri sadi

dhoti ne diya dhokha piche se jara fat gayi

dhoti ne diya dhokha piche se jara fat gayi

dunia ne nahi dekha izzat to magar lut gayi

jhutha hai mard bacha jhutha hai mard 

bacha ab jhutha ho ya sacha

oye man mera kahna man mera kahna

mundwake much dadi or bandh meri sadi

purana tera khunta oye dhakka laga chuta

chalayega kya gadi chalayega kya gadi

utar apni dhoti or bandh meri sadi

utar apni dhoti or bandh meri sadi

bumbai tu kabhi chalna mai chudi dila dungi

bumbai tu kabhi chalna mai chudi dila dungi

jo sar pe latkati hai wo dum bhi kata dungi

kaisa diya jhatka kaisa diya jhatka

aage na yaha atka aage na yaha atka

payega nahi dana payega nahi dana 

ye chhod ke dhoti bandh meri sadi

purana tera khunta oye dhakka laga chuta

chalayega kya gadi chalayega kya gadi

utar apni dhoti or bandh meri sadi

utar apni dhoti or bandh meri sadi

ladki hu sahar wali rahna tu jara bachke

ladki hu sahar wali rahna tu jara bachke

dil mera dhadkta hai jab teri kamar lachke

aisa laga thumka lahrane lage jhumka

aa jaye nasha pyare aa jaye nasha pyare bas tu le jara gadi

bandh meri sadi purana tera khunta oye dhakka laga chuta

chalayega kya gadi chalayega kya gadi

utar apni dhoti or bandh meri sadi

utar apni dhoti or bandh meri sadi

Explore this song