Roman script

punjabi gayenge marathi gayenge 

gujrati gayenge bangali gayenge

punjabi gayenge marathi gayenge 

gujrati gayenge bangali gayenge

aaj chalo milkar hum sab kavali gayenge

aaj chalo milkar hum sab kavali gayenge

punjabi gayenge marathi gayenge 

gujrati gayenge bangali gayenge

aaj chalo milkar hum sab kavali gayenge

aaj chalo milkar hum sab kavali gayenge

hansi aati hai humko aaj kal ke naujawane par

dava darde jigar ki dhundhte hai jo dukaano par

tadap ke pyar me jeene se 

bas iljham milta hai bas iljham milta hai

vatan ki raah me marne se hi 

ha aaram milta hai aaram milta hai

vatan ki raah me marne se hi aaram milta hai

mausam saal mahina juth marna sach hai jina juth

mausam saal mahina juth marna sach hai jina juth

ishq vatan ka sachi baat ishq vatan ka sachi baat

tera husn hasina juth mausam saal mahina juth

marna sach hai jina juth mausam saal mahina juth

marna sach hai jina juth

shamme vatan par ban kar parvane jal jayenge

aaj chalo milkar hum sab kavali gayenge

aaj chalo milkar hum sab kavali gayenge

yaha paida hum ya vaha kya farq padta hai

koi ho rang koi ho jubaa kya farq padta hai

jubaa hai isliye jo matlab hai kya samjhe

matlab hai kya samjhe na samjhe ispe hi jo nasamajh 

usse khuda samjhe usse khuda samjhe

na samjhe ispe bhi jo nasamajh usse khuda samjhe

kyu hai behjubano par apno aur begano par

kyu hai behjubano par apno aur begano par

ab tak lahrate the hum o o

ab tak lahrate the hum jhanda sirf makano par

kyu hai bahjubano par apno aur begano par

aaj tiranga dilo me apne ham laharayenge

aaj chalo milkar hum sab kavali gayenge

aaj chalo milkar hum sab kavali gayenge

punjabi gayenge marathi gayenge 

gujrati gayenge bangali gayenge

aaj chalo milkar hum sab kavali gayenge

aaj chalo milkar hum sab kavali gayenge

Explore this song