Roman script

pucho to nam bhi apna bata nahi sakte

allah are kamsini allah are kamsini

darte hai dur bhi hamse wo ja nahi sakte

allah are kamsini allah are kamsini

kahne ko to ada mili hai rangin chalak si

kahne ko to ada mili hai rangin chalak si

nadaniya fir bhi wahi hai dekho to sadgi

dil to chura liya lekin chupa nahi sakte

allah are kamsini allah are kamsini

pucho to nam bhi apna bata nahi sakte

allah are kamsini allah are kamsini

betabiyo ka bojh hai najar kyu na hum mod le

betabiyo ka bojh hai najar kyu na hum mod le

tham ke unki kalai kaise na chhod de

najuk hai wo ki aachal bhi chuda nahi sakte

allah are kamsini allah are kamsini

pucho to nam bhi apna bata nahi sakte

allah are kamsini allah are kamsini

ab hai yahi dua meri yahi rut rahe yaar ki

ab hai yahi dua meri yahi rut rahe yaar ki

padti rahe unko jarurat mere pyar ki

khud se to apni julf bhi bna nahi sakte

allah are kamsini allah are kamsini

pucho to nam bhi apna bata nahi sakte

allah are kamsini allah are kamsini

darte hai dur bhi hamse wo ja nahi sakte

allah are kamsini allah are kamsini

Explore this song