Roman script

puchho na yaar kya hua, unka didar kya hua 

sapne mere rang laye ha laye 

usne kaha mai teri hu zana

puchho na yaar kya hua

ye sab hua kaise 

pizza ka order leke mai gaya bangle ke andar 

maine ting ting bel bazai phir kya hona tha ye bhai 

mere pyar ki khushbu se wo kholne darwaja aayi 

lad gayi ye dono aankhe thodi sharmai muskai

uske sine me bhi dhak dhak 

mere sine me bhi dhak dhak 

uske sine me bhi dhak dhak 

mere sine me bhi dhak dhak 

phir kya hua, phir kya hua, phir kya hua

phir kya hua bol na yaar

puchho na yaar kya hua, unka didar kya hua 

sapne mere rang laye ha laye 

usne kaha mai teri hu zana

puchho na yaar kya hua

kyu purane record ki tarah atak raha hai

ha yaar tera hamesha ka yahi locha hai

intrest me lata hai or ataka deta hai

oye sala tere ko malum apne ko kitna khushi hota hai

aage bata

selular pe call aaya usne no ka batan dabaya

telephone ka wo recevcier rakh diya jhat se ulat kar 

hosh bhi tha behosh bhi tha mere dil me josh bhi tha

maine bola mai hu aashiq tumko chahu betahasha

maine hath pakadkar kah diya jo bhi kahna tha

maine hath pakadkar kah diya jo bhi kahna tha

maine hath pakadkar kah diya jo bhi kahna tha

phir kya hua, phir kya hua, phir kya hua

phir kya hua bata na yaar 

puchho na yaar kya hua, unka didar kya hua 

sapne mere rang laye ha laye 

usne kaha mai teri hu zana

puchho na yaar kya hua

ye to kamal ho gaya tu to malamal ho gaya

mohabbat ke khajane me ek minat ek minat

usne kuch kaha ki nahi ha

usne meri ankho me ankhe dal kar kaha

ho gayi hu mai tumhari dil maine tumhe de dala

mujhkjo duniya ki nahi parwah 

tum ho majnu mai hu laila

kon ho tum kaha se aaye, tumse mai ye na puchungi  

tumse mile sab kuch mila hai, tumko jivan bhar chahungi 

phir kaha bato bato me le lo mujhko tum baho me

phir kaha bato bato me le lo mujhko tum baho me

ab bas hua, ab bas hua, ab bas hua 

tu band kar phenkana pakda gaya dekhana

karte hai hum ye dua us khuda se

ho jaye sach tera sapna yara

Explore this song