Roman script

puchho na mujse kyun aur kaise

naa jaanu main aise ya waise

puchho na mujse koi sawaal 

naa jaanu main, kya hai mera haal

jaanu, bas yahi jaanu, tum the mere sang 

jab na tha aur koi

gujra hoon main bhi vo gali

nange paanv tha, tapti thi jami

jaaga hoon main bhi vo lambi raat

puchho na mujse ki kya tha khwab

jaanu, bas yahi jaanu, tum the mere sang 

jab na tha aur koi

jaanu jaanu jaanu

puchho na mujse kyon kyun aur kaise 

naa jaanu mai aise ya waise

bhari hai kaise ye udaan

aaya hu kaise is mukaam

jaanu, bas yahi janu, tum the mere sang 

jab na tha aur koi

jaanu, jab na tha

jaanu, jab na tha

jaanu, jab na tha aur koi, aur koi

Explore this song