Roman script

puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya

puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya

puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya

puchho na hame ishq me puchho na hame ishq me

kya kya nazar aaya allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya 

ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

surat me hasino ki hame kya nazar aaya

ji hame kya nazar aaya ha ha ji puchho to hume

kya nazar aaya ji hame kya nazar aaya

allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

kahne ko to sab kahte hai ulfat ka fasana 

aji ulfat ka fasana aji ulfat ka fasana

kisme hai wafa kitni ye sab ishq se jana

aji sab ishq se jana o ho har chehre se uthata 

hua parda nazar aaya ha ha puchho na hame ishq me

kya kya nazar aaya ha ha 

allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

hamko to jilaya kisi aawaz ne jaise

ha ha kisi aawaz ne jaise kisi aawaz ne jaise

ha duniya hi badalti nigeh nazine jaise

aji nigeh nazine jaise ha katil ise samjhe the 

mashiha nazar aaya ha ha surat me hasino ki hame

kya nazar aaya ha ha 

allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

sunte ho nazar wale karte the bahut nale

halki si jhalak payi bas jaan pe ban aayi

dil jane kaha gum hai gum hai dil jane kaha gum hai

hotho pe tabassum hai tabassum hotho pe tabassum hai

chehre pe bhi lehraya armano ka ek saya

aankho me bhi kuch range tamana nazar aaya

ha ha puchho na hame ishq me kya kya nazar aaya

ha ha allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

kahte hai ji dekha hai phir jhut bhala kya hai 

ham chahe to mahakega shola hai to lahakega

khud apni ada dekho dekho khud apni ada dekho

aaina zara dekho dekho aaina zara dekho

surat hi mili aisi aankho ki khata kaisi

jaise ho sanam tum hame waise nazar aaya

kab ishq basa dil me har gaam hai manjil me

chahat ki nazar ka ye adna sa karishma hai

phulo ki to kya bat hai kanta bhi hansi hai

aji kanta bhi hansi hai aji kanta bhi hansi hai

ha chahat se jidhar dali nazar yaar vahi hai 

aji bas yaar vahi hai o samjhi the jise har 

wo apna nazar aaya ha ha puchho na hame ishq me

kya kya nazar aaya ha ha 

allah ki kudrat ka tamasha nazar aaya

Explore this song