Roman script
puchhta ja, mere markad se gujarne wale
kya gujarti hai, teri jaan pe marne wale
puchhta ja, mere markad se gujarne wale
yahi ikarar, yahi kaul, yahi wada tha
yahi ikarar, yahi kaul, yahi wada tha
o dagabaj jfsukhaz, mukarne wale
kya gujarti hai, teri jaan pe marne wale
puchhta ja, mere markad se gujarne wale
aap mahsar me bane, kaul ke sacche kya khub
aap mahsar me bane, kaul ke sacche kya khub
ungaliya uthengi wo haye mukarne wale
kya gujarti hai, teri jaan pe marne wale
puchhta ja, mere markad se gujarne wale
daag kahte hain jinhe, dekhiye wo baithe hain
daag kahte hain jinhe, dekhiye wo baithe hain
aapki jaan se dur, aapke marne wale
kya gujarti hai, teri jaan pe marne wale
puchhta ja, mere markad se gujarne wale
Explore this song