Roman script

priye ek bar man mandir me 

rumjhum rumjhum karti aana 

priye ek bar man mandir me 

rumjhum rumjhum karti aana

dhire dhire haule haule 

tum tal me pag dharti aana 

tum tal me pag dharti aana 

priye ek bar man mandir me

saj kar solah singar 

saj kar solah singar 

madhur kohnupur ki jhankar 

madhur kohnupur ki jhankar 

aisi dhun ho mithi mithi 

aisi dhun ho mithi mithi 

na chhute sansar sara

na chhute sansar sara 

tum bhi na ke taro me 

jhankar madhur bharti lana 

jhankar madhur bharti lana 

tum aag bhujhane antar ki 

nayno se ami ras barsana 

priye ek bar man mandir me 

dhire dhire man kutiya me 

jab andhkar chha jata hai 

jab andhkar chha jata hai 

us andhkar me madhur madhur 

koi dil ke tar bajata hai 

koi dil ke tar bajata hai 

tum bhi upwan ke pushp ki 

priye madhur gandh harti lana 

priye madhur gandh harti lana 

aur andhkar hai kutiya me 

to tum parkash karti aana

priye ek bar man mandir me 

rumjhum rumjhum karti aana 

priye ek bar man mandir me

Explore this song