Roman script

pritam tum mere rahoge sada ye wada karo

priyatama mai tera rahuga sada ye wada raha

kali kali rato me suraj bankar aaye ho
oo in sinduri raho me mujhko tum le aaye ho
tumse milke badla mosam
pritam tum mere rahoge sada ye wada karo
priyatama mai tera rahuga sada ye wada raha
meri in do aankho me mere sham sawere hai
oo meri khusiya teri hai mere sapne tere hai 
sapne ye kabhi tute na sanam
pritam tum mere rahoge sada ye wada karo
priyatama mai tera rahuga sada ye wada raha
pritam tum mere rahoge sada
mai tera rahuga sada 
ye wada karo ye wada raha
ye wada karo ye wada raha
ye wada karo ye wada raha
ye wada karo ye wada raha
ye wada karo

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Usha Khanna, Suresh Wadkar

actor: Mithun Chakraborty, Yogita Bali