Roman script

preet kiye dukh hoye ye jane sab kyo

ye jane sab kyo

neha laga ke pachhtana kya

neha laga ke pachhtana kya

preet kiye dukh hoye ye jane sab kyo

neha laga ke pachhtana kya

neha laga ke pachhtana kya

ghar ka deepak aag lagata

mitha badal dard bhadata

bijli se dar jana kya 

neha laga ke pachhtana kya

dur rahke majbur rahe jo 

pas me aakar dur rahe jo

aiso ko dard sunana kya

neha laga ke pachhtana kya

jakar ke jo phir na aaye 

ram kare wo chain na paye

jane walo ko bulana kya

neha laga ke pachhtana kya

preet kiye dukh hoye ye jane sab kyo

neha laga ke pachhtana kya

Explore this song