Roman script

prem nagar se aaya prem nagar se aaya jogi 

prem nagar se aaya prem nagar se aaya jogi 

prem nagar se aaya

ghar ghar alakh jagaya jogi 

prem nagar se aaya

prem ki dhun me akhand ramaayi 

indhan aap jalaya 

prem ki dhun me akhand ramaayi 

indhan aap jalaya 

swami narayan o swami narayan

alakh niranjan gaaya jogi 

prem nagar se aaya jogi prem nagar se aaya

sukhi lakdi jaisi kaya sukhi lakdi jaisi kaya 

tap ki aag tapaya jal hal jyot urmahi 

shiv agyanan saya chiram siran vastar kantha 

raag rang rahaaya baharama agan se jagat jalaya 

bhagwa rang dharaya jogi prem nagar se aaya jogi 

prem nagar se aaya tulsi kanthi kumkum tika 

tulsi kanthi kumkum tika kesar tilak sajaaya

swaaso saas phire kar mala jaap ajaap japaaya 

hey rakhuvtar dukh dard har rksha kavaj kahwaya

laputi teri jadugarni maaya maar bhagaaya jogi 

prem nagar se aaya jogi prem nagar se aaya

rayt aur gobar lipi dharnni rayt aur gobar lipi dharnni 

shann ki bori bichaya aasan tera achal parmana 

bahram nisth kahlaya kuti tum bhi kath ka patr 

nahi swand ki chaaya rukha sukha bhojan jogi 

hari ras misrit paaya jogi prem nagar se aaya jogi 

prem nagar se aaya sat sat man sat kar parsadi 

sat sat man sat kar parsadi ye amrit barsaya 

sattar jogi mukh nhi meli ek hari ras bhaya 

ghare apni padmaasan pe sahaj samadh lagaya 

bhavsagar taarne ki jogi jagti aah jataya re jogi

prem nagar se aaya jogi prem nagar se aaya

prem nagar se aaya jogi prem nagar se aaya

tyagi tu bairagi jogi tyagi tu bairagi jogi 

na tan dhan ki maaya gupt khazana hari bhajan ka

na fuute kharchaya niskani nirmani ankintan

nahi moh madhu maya panch vart me pura jogi 

jag tera jaskaya jogi prem nagar se aaya jogi 

prem nagar se aaya

Explore this song