Roman script
Aa… Prem mein tohre aisi padi main Purana zamana naya ho gaya Yeh kya ho gaya.. Kab saans thaami Kab saans chhori Har dard mera Bayaan ho gaya Yeh kya ho gaya Prem mein tohre Aankhon se chhalke shaamein Awadh ki Subah hai honthon pe Banaras waali Baalon se barse Jhelum ka paani Ghat se ghat mein aisi phiri re Mujhse thikana mera kho gaya Yeh kya ho gaya Prem mein tohre Parde mein tohre Chori chori chori chori jiya jaaye na Parde mein tohre Chori chori chori chori mita jaaye na Aata hai chhup ke tu mere dar pe Ghayal dil aur dhadkan banjar Ghayal dil aur dhadkan banjar Haldi mali jo ghaav pe tohre Har zakhm mera hara ho gaya Yeh kya ho gaya Prem mein tohre aisi padi main Purana zamana naya ho gaya Yeh kya ho gaya Prem mein tohre..
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Begum Jaan
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Kausar Munir
- Film / album: Begum Jaan (2017)
- Actor: Ashish Vidyarthi
- Actor: Chunky Pandey
- Actor: Flora Saini
- Actor: Gauhar Khan
- Actor: Ila Arun
- Actor: Mishti
- Actor: Naseeruddin Shah
- Actor: Pallavi Sharda
- Actor: Pitobash Tripathy
- Actor: Rajesh Sharma
- Actor: Rajit Kapoor
- Actor: Sanjay Gurbaxani
- Actor: Sumit Nijhawan
- Actor: Vidya Balan
- Actor: Vivek Mushran
Song video
language: Hindi
music label: Times Music
actor: Vidya Balan, Gauhar Khan