Roman script

prem ki hai kya sun paribhsha sundar sapne ujawwal asha

darpan bana ye man mera jisme tera rup saja

charo dishao me teri ab chane lagi muskati chavi

madhur milan ki aayi ritu itni madhur jaise madhu

suraj khile badra me yu ghunghat me ho jaise wadhu

Explore this song