Roman script

karta dharta wo hi sabka wo hi ek karta

ek bada parivaar usi ka yeh sara sansaar

prem ki boli bol tu mukh se

prem ki boli bol tu mukh se 

prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se 

man mein jo prem ka deep jale

dur hate sab andhiyara akhand sansaar agyaan mite

faile gyan ka ujiyara faile gyan ka ujiyara 

iss dharti se paap hate iss dharti se paap hate

aur chamke punay ki poornima

kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se 

prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha 

sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se

jag mein wo sare dharam jhuthe 

jo hum sab ko bharmaye

maanav dharam hi sachcha hai prem ki rah jo dikhlaye

prem ki rah jo dikhlaye ek dusre ki bhulon ko

ek dusre ki bhulon koprem bhaav se karo shama 

kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma

prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmaatma

kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma

kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma

kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma

kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma

Explore this song