Roman script

prem kaa naata chhuta

prem kaa naata chhuta

naata chhuta prem naa chhuta

naata chhuta prem naa chhuta

baat kaa palan tuta

prem kaa naata chhuta

prem kaa naata chhuta

nem-dharam se bol re gyaani bol

nem-dharam se bol re gyaani bol

kya saccha kya jhutha

baat kaa palan tuta

prem kaa naata chhuta

prem kaa naata chhuta

aapni sej ki shobha

aapni sej ki shobha

mannkaa dhiraj luta

kaise kate niraash me jiwan

kaise kate niraash me jiwan

har ek sahaara chhuta

baat kaa palan tuta

prem kaa naata chhuta

prem kaa naata chhuta

Explore this song