Roman script

prem ka hai is jag me panth nirala 
prem to hai duniya me karan dukh ka 
premi ko hota hai anubhav sukh ka 
sital pawan hai us ko prem ki jwala 
sital pawan hai us ko prem ki jwala 
prem ka hai is jag me panth nirala 
prem japan ki jag me rit hai nyari 
asivam le man ko par prem pujari 
ro ro kar japta hai prem ki mala 
ro ro kar japta hai prem ki mala 
prem ka hai is jag me panth nirala

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Pahadi Saanyal, Kundan Lal Saigal