Roman script

prem jaal me phas gayi mai toh
prem taal pe nach pahi mai toh
prem nagar me ho gayi meri sham
prem jaal me phas gayi mai toh
prem taal pe nach pahi mai toh
prem nagar me ho gayi meri sham
prem taal ka deke theka 
prem jaal pe maine phenka aage jo bhali kare ram 
arre prem jaal me phas gayi tu toh
prem taal pe nach pahi tu toh
prem nagar me ho gayi teri sham
prem taal ka deke theka 
prem jaal maine hi phenka bhali karenge teri ram 
phir tikhi hai re najariya mai ho gayi re banwariya 
phir tikhi hai re najariya mai ho gayi re banwariya 
tu tham le mujhko aakar ban ja mera sanwariya
arre kya samjha hai tune mujhko 
kar na diya pagal jo tujhko badal diye rani tu mera nam
arre prem taal ka deke theka 
prem jaal maine hi phenka bhali karenge teri ram 
tere naina huye sarabi meri badh gayi hai betabi 
tere naina huye sarabi meri badh gayi hai betabi 
tere rup ki gagar chhalki, meri ho gayi sham gulabi
mai divani ho gayi abb toh 
tham le mujhko chhod  de sabko bas itna sa kar de mera kam
arre prem taal ka deke theka 
prem jaal maine hi phenka bhali karenge teri ram 
prem jaal me phas gayi mai toh 
prem taal pe nach pahi mai toh
prem nagar me ho gayi meri sham
prem taal ka deke theka 
prem jaal pe maine phenka aage jo bhali kare ram

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Anuradha Sriram, Sukhwinder Singh

actor: Govinda, Sonali Bendre

lyricist: Dev Kohli, Praveen Bhardwaj