Roman script
prem ishwar aaha ishq khuda hai aaha prem ishwar aaha ishq khuda hai aaha sun mere dildaar mar gai mai to ho gaya mujhko pahla pahla pyar prem ishwar aaha ishq khuda hai aaha prem ishwar aaha ishq khuda hai aaha sun mere dildaar mar gaya mai to ho gaya mujhko pahla pahla pyaar acha batao najre mila kar ye samjhao mujhme vo kya hai jiske liye tum ye sab karte ho aaiye aaiye sachi batao kyu karte ho kaise batau kya kuch hai tujhme fark nahi kuch tujhme mujhme tere bina to jina bhi mushkil tere bina to marna bhi mushkil sah nahi sakta teri judai tu hi tu hai mujhme samai prem ishwar aaha ishq khuda hai aaha sun mere dildar mar gaya mai to ho gaya mujhko pahla pahla pyaar aah maar ke mujhko kyu bante ho katil hey tujhko paana hi hai meri manzil itni kyu hai chahat meri tujh bin kuch na jaroort meri itni mohabbat kyu hai mujhse kyunki mohabbat hai hi tujhse itna bata de kaisi agan hai meri agan to prem agan hai aa laila majnu ko bhula de pyar sabhi ko karna sikha de prem ishwar aaha ishq khuda hai aaha sun mere dildar mar gaya mai to ho gaya mujhko pahla pahla paar prem ishwar aaha ishq khuda hai aaha sun mere dildar mar gaya mai to ho gaya mujhko pahla pahla pyaar
Song details
- Singer: Sapna Awasthi
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Prem Aggan (1998)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Santosh Anand
- Lyricist: Rahat Indori
- Lyricist: Sudarshan Faakir
- Lyricist: M G Hashmat
- Actor: Fardeen Khan
- Actor: Meghna Kothari
- Actor: Raj Babbar
- Actor: Beena
- Actor: Shama Ghesawat
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Smita Jaykar
- Actor: Satish Shah
singer: Sapna Awasthi, Udit Narayan
actor: Fardeen Khan, Meghna Kothari
lyricist: Santosh Anand, Rahat Indori, Sudarshan Faakir, M G Hashmat