Roman script

prem hai jiwan 
prem hai jiwan prem hai yowan prem bina hai kya 
pahle hamne prem kiya ab karenge prem vivah 
pahle hamne prem kiya ab karenge prem vivah
prem hai jiwan 
prem hai jiwan prem hai yowan prem bina hai kya 
pahle hamne prem kiya ab karenge prem vivah
milte rahiye milte rahiye milte rahiye milte rahiye
milne se dil milne se dil mil jayenge mil jayenge
sune parwat pe phul khil jayenge khil jayenge
khil jayenge khil jayenge milte rahiye milte rahiye
milte rahiye milte rahiye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Anuradha Paudwal, Shailendra Singh

actor: Mithun Chakraborty, Bindiya Goswami