Roman script

prem dut aaya prem sandhesha laya prem dut aaya 

prem sandhesha laya

mere sath sath chale din rat usi ka saya saya aaya

prem dut aaya prem sandhesha laya mere sath sath 

chale dil rat usi ka saya saya aaya

uske milne se pahle mai anjan thi

uske milne se pahle mai anjan thi

aisi diwani kab ye jawani thi

sidhi sadhi si har ek kahani thi

prem dut aaya kali ko phul banaya

bhawre sa lahraya

mere sath sath chale din rat usi ka sayasaya aaya

prem me aisa hota hai sab kahte hai

naina sundar sapne dekhte rahte hai

prem me aisa hota hai sab kahte hai

naina sundar sapne dekhte rahte hai

pyase man me pyar ke sagar bahte hai prem dut aaya

prem dut aaya prem ka geet sunaya prem ka jadu chalaya

mere sath sath chale din rat usi ka saya

saya aaya prem dut aaya

koi nagan thi na koi sapera tha

kitna suna suna jiwan mera tha

koi nagan thi na koi sapera tha

kitna suna suna jiwan mera tha

man mandir me kaisa ghor andhera tha

prem dut aaya prem ka deep jalaya

prem ka dard jagaya

mere sath sath chale din rat usi ka saya saya aaya

Explore this song