Roman script

prem bina sab suna hota 
ye tu kar gungan 
prem bina sab suna hota 
ye tu kar gungan 
prem bina sab suna hota 
dipak aur patange lajate 
phulan bhanvre ke man bhate 
phulan bhanvre ke man bhate 
chand ka munh fika pad jata 
chand ka munh fika pad jata 
kahi na hota pyar kahi na hota pyar 
prem bina sab suna hota ye tu kar gungan 
prem bina sab suna hota 
sur me bansuri jaana hoti 
sur me bansuri jaana hoti 
koyal kajal katare roti 
koyal kajal katare roti 
phulwari se phule teri 
phulwari se phule teri 
gaati sawan bahar
prem bina sab suna hota ye tu kar gungan 
prem bina sab suna hota

Song details

Song video

Watch on YouTube