Roman script

prem bansuriya bajao saajan
prem bansuriya bajao 
prem ki aag lagi hai 
prem ki aag lagi hai 
aur ise lahkaao 
aur ise lahkaao 
saajan prem bansuriya bajao saajan
muskaye sangeet naiyan
barse amrit ras jivan mein 
muskaye sangeet naiyan
barse amrit ras jivan mein 
prem ka aisa raag sunaao 
prem ka aisa raag sunaao sajan
prem bansuriya bajao saajan
jiski dhun par
jiski dhun par jivan nache
dhumak dhumak man ghunghar baje
jiski dhun par jivan nache
dhumak dhumak man ghunghar baje
churki aisi baan chalao 
churki aisi baan chalao 
saajan prem bansuriya bajao 
prem bansuriya bajao 
man ka har har raag sunakar
jivan ko sangeet banakar
prem prem path par jaao sajan
man ka har har raag sunakar
jivan ko sangeet banakar
man ka har har raag sunakar
jivan ko sangeet banakar
prem prem path par jaao saajan
prem prem path par jaao saajan
prem ki aag lagi hai man mein 
prem ki aag lagi hai man mein 
aur ise eah jaao saajan 
prem bansuriya bajaao

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Pankaj Mullick, Radharani